Axis Bank Se Loan Kis Tarha Milta Hai Aur Axis bank se personal Loan lene ke liye kya Karen

 Axis Bank Se Loan Kis Tarha Milta Hai : Axis bank se personal Loan lene ke liye kya Karen.

Hello doston aaj hum baat karenge ki AXIS BANK se personal loan kaise len , AXIS BANK se personal loan bahut jaldi milta hai , instant personal loan lekar aap log bahut saare kamon ke liye use main lasakte hain , maan lijiye ki aap foreign tour yani videsh jana chahte hain to aap turant personal loan lesakte hain ,

agar aap chahte hain ki aap khud ke ghar ko khuch alag look dena chahte hain ,

ya aap chahte hain ki aap jo aapne socha hai ki aapke sapno ki shadi ho yani ki shadi badi dhoom dhaaam se ho to bhi , in sab kaamo ke liye , apne parivaar ke kisi kaam ke liye bhi loan lesakte hain , aap khud ke sapno ko pura karne ke liye abhi paison ki kami ki wajha se kaam ko piche chodna nahi hoga ,

ALSO READ THIS POST

HOW MANY TYPES OF BANK LOAN IN INDIA

aaplog khud ke sapno ko pura karne ke liye AXIS BANK se loan lekar apne sabhi kaamon ko pura karsakte hain , AXIS BANK aap ko kam interest per loan deti hai , aap jo loan lenge usko wapas karne ke liye bhi alag alag tarike se de sakte hain , loan dene ka option khud hi chun sakte hain, yahan tak ki interest % bhi khudse chun sakte hain , aapko kitne interest per loan chahiye . in sab baton se malum hoga ki aapko kitne mahine EMI se bank ko loan wapas karna hoga ,

How many types of loan,bank loan,personal loan,gold loan,loan against securities,property loan,home loan,education loan,car loan,


aap logon se ek hi request hai ki aap log hamare is likhe hue post ko pura padhen kyun ki aap logon ko agar is bank se loan lena hoga to aap logon ke jo bhi sawal aap ke demaag main hain wo sabhi sawal ka jawab aapko is post main milenge .

AAJ HUM  AXIS BANK KE BARE MAIN PERSONAL LOAN KI JAANKARI MALUM KARENGE.

1- Axis bank ke zariye kitna loan milsakta hai ?

2- Axis bank kitne interest per loan deta hai  ?

3- axis bank aapko kitne tak interest rate lagati hai ?

4- Axis bank se loan lene ke liye aapko kaunse baton ko pura karna hoga ?

5- Axis bank se loan lene ke liye kin documents yani dastavejon ki zarurat padegi ?

6- Axis bank se loan lene ke kya fayde hain aur iske kuch aur khaas visheshta hain ?

YE BHI PADHEN 

HDFC BANK SE PERSONAL  LOAN KAISE LETE HAIN


ALSO READ THIS POST

HOW TO GET PERSONAL LOAN FROM HDFC BANK

1. Agar aap Axis bank se personal loan lete hain to aapko kitne se kitne tak loan milega , matlab agar aapko loan leneke liye agar form bharna hoga to aap kitne ke liye form bharenge aur zyaada se zyaada kitne loan ke liye form bhar sakte hain .

2. agar aap loan lete hain to us loan ko wapas karne ke liye kitna waqt milega , aur loan ko kab tak de sakenge.

3. aap ko Axis bank se kitne byaaz per loan ke paise milenge , aap ko kitne  interest per loan milega .

4. Axis bank se loan lene ke liye kin documents ki zarurat padegi , aap agar Axis bank se loan lete hain to .

5. Axis bank se personal loan lene ke liye kis kis aligibility ko aapko pura karna hoga , agar aap se bank se loan lena chahte hain .

6. aur aakhir main hum bataenge ki aap ko Axis bank se loan lene ke konse konse fayde honge aur Axis bank ki kuch khas batein jo aap ko loan lene ko dikhane honge , in sab jankari ko malum karne ke liye aap log hamari post ko aakhir tak padhte rahen.

AXIS BANK KE ZARIYE AAPKO KITNA LOAN MILSAKTA HAI ?

Aaplogon ki jankari ka liye ye batadun ki Axis bank ke zariye koi khas paise tak ka loan nahi dete hain , aap log Axis bank se kitne tak loan lesakte hain , aur agar hum baat karenge ki turant personal loan ki to aaplogon ko Axis bank se 50,000/- se lekar ke 15 lakh tak ka loan milega ,

 

Matlab agar aap log Axis bank se loan lena chahte hain to kum se kum 50,000/- rupee ke liye form bhar sakte hain , aur zyaada se zyaada 15,00,000/- lakh tak ka loan miljaega . aur aapko ye malum hogaya hai ki aapko Axis bank ke zariye kitne rupee ka loan milsakega , ab aapko ye janlena zaruri hota hai ki aapko Axis bank se loan lene par kitne ka interest % dena hoga .

AXIS BANK AAPKO KITNE RATE OF INTEREST PER LOAN DETA HAI ?

Axis Bank App ko kitne interest per loan dega ye koi fix nahi hai , apni marzi ke mutabik aaplog Axis bank se interest laga sakte hain .

Aaplog apni marzi ke hisab se rate of interest lagasakte hain , aapke loan per jo aapko is bank ke zariye diya jaega ya phir karaya jayega , agar hum baat Karen personal loan ki to ye bank ko 12% se lekar 24% rate of interest lagvaya jata hai , matlab ki aapko Axis bank se 12 % ka byaaz lageta agar aap yahan se loan lete hain aur zyaada se zyaada 24 % ka rate of interest lagega .


To aapko yeh malum hogaya hai ki aapko Axis bank ke zariye kitne rupee ka loan denge aur bhi kitne rate of interest per , ab aaplogon ko ye jaanlena zaruri hojata hai ki aap ko ye axis bank jo loan degi us loan ko wapas karne ke liye kitna time milega .


Aapki jankari ke liye batadun ki loan liye hue amount ko wapas karne ka waqt bhi bilkul loan ki lihue rakam aur loan ki rakam per lagne wale interest ki tarha hi hota hai , ye bhi bilkul kuch conform nahi hai ki aapko axis bank ke zariye , kuch diya hua time milega loan ki bachi hue kimat ko wapas karne ka .

Agar aap axis bank se loan lena chahte hain to aap ko loan kum se kum 1 saal tak milega , aur agar zyaada samay ke liye chahiye to 5 saal tak ke liye bhi milega .


yaanee agar aap is baink se lon lena chaahate hain to aap koee lon kam se kam 1 saal ke lie milega aur jyaada se jyaada yah log 5 saal tak ke lie mil sakata hai.

 

Ek example se samajhte hain agar aap axis bank se 50,000/- rupee ka loan lete hain to aapko is bank ko 12 mahino ke ander wapas dena hai , 12 % ke hisab se , to phir aapko har mahine EMI ke hisab se axis bank ko 4,442/- rupee dene padenge .


AGAR AAPKO AXIS BANK SE LOAN LENA HAI TO KON KON SE ELIGIBILITY CRITERIA KO PURA KARNA PADEGA ?


1- aapko sabse pehle kahin na kahin per salary ke taur par job karni hogi yani ki aapka main kamae ka source har mahine ka hona chahiye , matlab ki agar aap kahin per doctor ke kaam per lage hain kahin kisi hospital main aur ya phir aap kahin per private company main kaam karte hain , agar aap kahin per government kaam karte hain to bhi aap log axis bank se loan lesakte hain .


2. Axis bank se loan leneke liye aapki umar yani age kam se kam 21 saal ki honi chahiye . aur zyaada se zyaada age aapki 60 saal ki honi chahiye .


3. Axis bank se loan lene ke liye aapki income kam se kam 15000/- rupee honi chahiye , agar aapki income 15000/- rupee nahi hai to aap yahan se loan nahi lesakte , lekin agar aapki total income 15000/- se zyaada hai tab aap yahan se loan lesakte hain .


AXIS BANK SE PERSONAL LOAN LENE KE LIYE KON KON SE 
DUCUMENTS KI ZARURAT HOTI HAI ?


1. aapko khud ke kuch documents ki zarurat hogee jaise ki aapka aadhar card , pan card , etc hosakta hai , aapko in documents ki Xerox copy ki zarurat padegi .

2. aapko apne bank account ki statement bhi dikhani hogi jis main aapki salary aati hai ye dikhani hogi , aur agar aapki income bank main nahi aati hai to aap ko salary slip dikhani hogi , matlab ki aap ki jo kaam ki income hai wo 15000/- hai .

 To doston aapko Axis bank se personal loan lene ke liye batae gaye kuch  Documents ki zarurat padegi .


AXIS BANK SE LOAN LENE KE FAYDE AUR ISKI KUCH KHAS VISHESH BATEIN ?


1. aapko jis jaga se 21 saal ki age main hi personal loan miljane wala hai , is loan ka istamaal karke agar aap khud ka kuch bhi chota mota business chalana chahte hain to bhi aap is loan ke zariye karsakte hain .

2. dusri baat aap ko loan ko wapas dene ke liye 1 saal se lekarke 5 saal tak ka time miljata hai .

3. aap log apni marzi ke hisaab se sunsakte hain ki aapko mahine main kitne rupee tak is bank ko wapas karsakte hain .



AXIS BANK SE PERSONAL LOAN KAISE LENA HAI ?

Axis bank se loan ko lene ke liye 2 tarike hain .


First – pehle to aap apne aaju baju ke Axis bank kee koi branch main jaakar loan ke liye apply karsakte hain . aapko Axis bank main jakar kisi bhi kaam ke liye loan milsakta hai jo aap ko aapki eligibility ko dekh kar hi diya jaega , aur aapke paas konse konse documents available hain ye aapko humne upar bata diya hai .

Second – dusra aap isko apne ghar baithe apne mobile se ki madad se bhi loan apply karsakte hain , jiske liye aapko Axis bank ki website main jaakar apply karna hoga ,


Hamari aaj ki post main itna hi humne aaj ye malumat hasil ki ke aap kis tarha se Axis bank se personal loan le sakte hain , bank se loan lene ke liye aapko konse konse documents ki zarurat padne wali hai , aapko kitna time milne wala hai , loan ki lihue amount ko wapas karne ke liye aaplogon ko kitne rate of interest per loan ko dena hai .


 

Mere pyaare doston aaj ki is post main itna hii , phir milte hain aapko agli post main , agli post main aur bhi jankari ke sath loan se judi hue baton ke sath , agar aapko post achchi lagi hai to apne relative aur friends ko share Karen . thank you



Previous
Next Post »

If You Have Any Doubt Please Let Me Know
Thank You ConversionConversion EmoticonEmoticon